Posts

ALFAAZ E ANAS

Muhabbat Ko Kuch Kehne Ya Jatane Ki Jarurat Nahin Hoti.

Barasti Hui Barish Aur Roti Hui Aankhon Ka Ehsaas Sirf Unhin Ko Hota Hai, Jinke Ghar Kachey Aur Dil Naazak Hotein Hain.

Agar Aap Soch Rahein Hain K Har Cheez Aapke Haathon Sey Nikal Rahi Hai, Aur Halaat Aapke Control Mein Nahin, Toh Ek Dafa Us Darakht Ke Bare Mein Zaroor Sochien, Jo Ek Ek Kar K Apne Sare Pattey Kho Deta Hai, Lekin Phir Bhi Khara Rehta Hai, Is Ummeed Par Ki Bahaar K Din Ayenge, Aye Insan Sabar Rakh Tere Bhi Din Aayenge!

Agar Koi Cheez Taqdeer Main Nahin Likhi Toh Phir Bhi Dua Zaroor Karni Chaahiye, Kyun Ke Taqdeer Ke Saamne Hum Be-Bas Hain Taqdeer Likhne Wala Toh Be-Bas Nahin.

Khud Ko Aisa Banao Jahan Tum Ho Wahan Tumhien Sab Pyaar Karien.

Ishq Ki Safar Ki Ibteda Aur Inteha Kya Hai.

Khushiyan Insan Par Khuda Ki Rehmat Hoti Hai.

Insan Ko Wo Khawaab Kabhi Nahi Dekhne Chaahiye Jo Aankhon Mein Jalan Paida Kare.

Achhe maa baap ki shareef bachhiyan hamesha ik raaz ki tarah hoti hain, Hairan ro karengi he.

Alfaaz E Anas

Dosti mein mazhab aur dharm ka fark nahin dekha jata, Sirf ye dekha jata hai ke dosti ka rista kahan tak aur kis had tak nibhaya ja sakta hai.

Duniyan mein sab ek sey nahin hote.